Wednesday, 10 July 2013

Chinmayi Ghatrazu in Purple Churidar Pics

Chinmayi Ghatrazu in Purple Churidar Pics



Muhabbat Hi Khud

Poet: Manzoor Hussain "Fawwaz"
By: Manzoor Hussain "Fawwaz", Kot Chutta,district Dera Ghazi Khan


"Fawwaz" Muhabbat Hi Khud Dawa Hy Muhabbat Ki
Aah! Dard Ko Dard Maaray Jaata H




Muhabbat

Poet: Imran Arshad
By: Imran, haripur


Muhabbat Ko Kabi Khale Mat Samajna
Yeh Wo Dard Hy Jo Zinda Rehnay Nahi Deta




Muyyassar To Iss K Jaam Pe

Poet: Manzoor Hussain "Fawwaz"
By: Manzoor Hussain "Fawwaz", Kot Chutta,district Dera Ghazi Khan


"Fawwaz" Dast-Madr Ki Sharab Bhi Hy Qubool
Jo Hy Muyyassar To Iss K Jaam Pe Jaam Pee




Woh Shanasa'y'e Sukhun

Poet: Manzoor Hussain "Fawwaz"
By: Manzoor Hussain "Fawwaz", Kot Chutta,district Dera Ghazi Khan


Woh Shanasa'y'e Sukhun Nahi Warna
"Fawwaz" Uss Ki Hr Ada Pe Main Ne Ghazal Likhi Hy




Aa Kih Yakjaa Ho Jaen Hum Donon

Poet: Manzoor Hussain "Fawwaz"
By: Manzoor Hussain "Fawwaz", Kot Chutta,district Dera Ghazi Khan


Aa Kih Yakjaa Ho Jaen Hum Donon "Fawwaz"
Meri Shikastagi-e-Khuwab Se Pehle Pehle





 

Kabhi Izhaar Ki Khuwahish,Kabhi Iqrar Ki Khuwahish

Poet: Manzoor Hussain "Fawwaz"
By: Manzoor Hussain "Fawwaz", Kot Chutta,district Dera Ghazi Khan

Kabhi Izhaar Ki KhuawhishKabhi Iqraar Ki Khuawhish
Meri To Jaan Le Le Gii Tumhare Piyar Ki Khuwahish

Tum Hi Iss Aar Ki Khuwahish Ho
Suno! Tum Hi Uss Paar Ki Khuawhish

Main Ik Mubham Si Soorat Hon Koi
Suno! Mujhe Hy Rangdaar Ki Khuwahish

Suno! Youn Be-Wajah Peeta Nahi Koi
Pilati Hy MujheTumhari Nazroon K Khumaar Ki Khuwahish

Suno! Tum Ab Maan Bhi Jao Na
Faqat Hy Iss Baar Ki Khuwahish

Meri Khuwahish Bhi Ajab Si Hy "Fawwaz"
Ps-E-Dewaar Rehta HonHy Lbb-E-Dewaar Ki Khuwahish



Phir Se Hijar Jaga Hai

Poet: Aamir joyia
By: AAMIR JOYIA, dubai


Phir Se Hijar Jaga Hai 
Phir Se Roswai Ho Gi 

Nam Hoye Hain Chasham Yeh Mudaton Bad 
Aaj Phir Khoob Barsat Ho Gi 

Bhool Chukey Thy Jo Kissey Adhoorey Hum 
Lagta Hai Ajj Onhi Pe Khud Se Takrar Ho Gi 

Khamoshi Se Jo Dhalti Ja Rahi Hai Yeh Shaam Chupke Chupke 
Na Jaane Kiss Karwat Ajj Neend Beedar Ho Gi 

Darr To Pahle Bhi Lagta Tha Andheeron Se Mujhe
~~~ Aamir ~~~
Na Jaane Kion Lagta Hai Ajj Jeese Koi Kayamat Ho Gi 

Nikleen Gey Khabon Ke Ghoorrey Par Sawar Ho Kar 
Na Mile Gar Woh Khaab Mien Bhi Mere Ho Kar 

To Shaid Ajj Ki Raat
Akhri Raat Ho Gi 

Naa Hum Rahen Gey 
Naa Zamane Ke Lab Par Koi Baat Ho Gi 
Na Phir Kabhi Hamari Roswai Ho Gi






Ay Ishq Tujhe Bi Ishq Ho

Poet: Aamir joyia
By: AAMIR JOYIA, dubai


Kash , Ay Ishq Tujhe Bi Ishq Ho Jaye 
Tu Chahey Jise Woh Tujh Se Juda Ho Jaye 
Tujhe Ankhen Milen Tujhe Zuban Mile 
To Rona Chahey  Tu Ro Na Paye
Ose Awaz De
Woh Tujhe Son Na Paye
Tere Per Ho,N Magar
Oska Thikana Na Malom Ho ,
Tu Bus Chalta Jaye Chalta Jaye
Sham Dhale Tera Dil Jaley
Ayee Chand Main Nazar Chahra Oska 
Or Phir Chand Chup Jaye 
Pholon Main Dekhy Ose 
Tere Dekhtey Phol Murjha Jaye
Tujhe Ho Gi Tabhi Khabar Kion Tanha Hai
,, Aamir ,,
Aye Ishq Tu Eman Wala Ho Jaye
Or
Her Kisi Se Mafi Talab Chahey





Udaasiyun Ka Ye Mosam Badal Bhi

Poet: mohsin
By: falick faisal, okara


Udaasiyun Ka Ye Mosam Badal Bhi Skta Tha
Wo Chahta To Mare Sath Chal Bhi Skta Tha

Wo Shakhs Tune Jisay Chornye Ki Jaldi Ki
Tare Mizaj K Sanchy Me Dhal B Skta Tha

Wo Jaldbaaz Khafa Ho K Chaldia Warna
Tanazaat Ka Koi Hal Nikal B Skta Tha

ANNA Ne Hath Uthnay Nahi Diye Warna
Meri Dua Say Wo Pather Pigal B Skta Tha

Tamam UMAR Tera Muntazir Raha Mohsin
Ye Aur Baat K Wo Rassta Badal B Skta Tha!
 

No comments:

Post a Comment